Love AADEE Forum

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Love AADEE Forum - Your daily dose !


5 posters

    Atif Aslam's Songs lyrics~

    kiran
    kiran


    Number of posts : 990
    Age : 29
    Location : lahore
    Registration date : 2008-08-04

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  kiran Fri Oct 03, 2008 7:09 am

    HEY GALS SEND RITE LYRICS OF ATIF ASLAM SONGS
    N WE'LL TALK N GIVE COMMENT ON ATIF'S SONGS
    R3GhA
    R3GhA


    Number of posts : 1879
    Age : 31
    Location : Karachi
    Registration date : 2008-06-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  R3GhA Fri Oct 03, 2008 7:14 am

    nice tpc kiran
    well lo atf k rcnt albm k sogz k lyrZ well mujhy atto k saray songz bht he zada zabardast lagtay hain

    Meri Kahani

    Jhoola jhulaaye ye panghat
    nadiya kinaray ye aangan
    neendiyaa tu ana
    hawa k sang
    mujhko bhi tu dikhana
    apnay rang
    suno mere dil jani
    ye kahani, maani
    ik mere din sang ye jahan tha
    mera kuchh aur tera bhi armaan
    janay dil main kya kuchh ye basa tha
    ye meri hai kahani..

    ye meri kahaaani....

    Jhoola jhulaaye ye panghat
    nadiya kinaray ye aangan
    neendiyaa tu ana
    hawa k sang
    mujhko bhi tu dikhana
    apnay rang
    tera mera galiyon main yuun phirna
    phirtay phirtay raaton ko yuun thakna
    thak k naani ki goudi main sona
    pariyon k dais jaa k na anaa
    ye meri hai kahaaaaani

    ye meri kahaaani...

    koi fikar thi na koi bahana
    muthi main tha jese zamana
    kachi zubaan main wo geet gana
    naye khilonay sab ko dikhana
    maang liya zindagi say zyada
    chhin gaya wo !
    jis nay kiya wada
    kon laaye wo pal jo suhanay
    beetay thay wo jo guzray zamanay
    ye meri hai kahaaaaaaaani

    ye meri kahaaaaaniiiiiiiiiiii

    la la la
    la la la la la
    la la la
    la la la la la.....



    Chhor Gaye


    Chhor Gaye (1)
    chup kay say aaye
    sab k darmiyaan
    sirf main jaanun
    tu hai kahan kahan
    chup kay say aaye
    sab k darmiyaan
    sirf main jaanun
    tu hai kahan kahan

    hawa wo, sur wo, geet wo, awaaz wo..
    narmi, garmi, aahaat ya saaz wo
    q chhor gaye rastay??
    kabhi saath chalay thay jin payy?

    hawa wo, sur wo, geet wo, awaaz wo..
    narmi, garmi, aahaat ya saaz wo..
    aahat sunoon..
    tum ko dekhoon..
    jab dekh loon..
    kya main kahun?
    hontain khulain
    zubaan kund ho
    lafzon ki khoj main
    main gum rahoon

    ho ho ho ho ho ho ho ho ho o''oo
    la la la la la la la la la aaa

    q chhor gaye rastay?
    kabhi saath chalay thay jin payy?

    q chhor gaye rastay?
    kabhi saath chalay thay jin payyyy?

    hum chhor gaye rastayyyy...

    kab tak bharoon, khud main juunon
    tum na milo, kaisay sahuun?
    apni wafa pe hai yaqeen
    tum saath na do? tou kya karun?

    hum chhor gaye rastayyy...

    ye ghariyon ki saazish hai
    k aaaaap aayen na
    ye meri guzaarish hai
    aayen tou jaayen naaaaa




    Mann Hota Hai


    Mann Hota Hai
    khaabon say khailnay ko
    mann hota hai
    man hotaaa haiii
    hathon say
    chuunay ko
    mann hota hai
    mann hotaaa haiii

    kisi ki na pe ro dun tou
    khilonay tuut jaayen tou
    koi jab mujhse poochhay
    q rota hai ?
    mann hota hai
    mann hotaaa hai

    khaabon say khailnay ko
    mann hota hai
    mann hotaaa haiii
    hathon say
    chuunay ko
    mann hota hai
    mann hotaaa haiii

    khaabon say khailnay ko
    mann hota hai
    mann hotaaa haiii
    hathon say
    chuunay ko
    mann hota hai
    mann hotaaa haiii

    kabhi sardi ki raaton main
    koi khirki jo kholuun tou
    liye muskaan chehray pe
    koi hota hai
    mann hota hai
    mann hotaaa haiii

    khaabon say khailnay ko
    mann hota hai
    mann hotaaa haiii
    hathon say
    chuunay ko
    mann hota hai
    mann hotaaa haiii



    Joug

    Pyaar ka..
    jo suroor tha..
    urra diya..
    dhool main..
    jo chaha tha..
    na mil saka..
    ik shoula ghuumay..
    haathon main...
    sabhi...... jhoom lain..
    jhoom lainnn..
    hum kahin..
    nadaan milay
    o had say milay
    kuchh kar chalay
    nadaaniyaan
    bhula diyaa
    mitaa diyaa
    jab laga liya
    honton sayyyy..
    hum sabhiiii jhoom lainnn
    jhoom lainnn...
    hum kahinnnn
    hum sabhi jhoom lainnn
    jhoom lainnn...
    hum kahinnn

    sabhiiiiii jhoom lain....
    jhoooom lainnnn....
    hum kahinnnnnn....

    andheron mainn...
    diya tou mila..
    per jala gaya..
    aag mainnnn...
    khabar bhi thi..
    pata bhi tha..
    q ganwaa diyaa..
    hosh main...
    kya mila??
    jhooom kayyy?
    jab giray...
    girtay gayayyyyy...

    bhujha jo abb..
    na jal saka..
    ik aag see..
    ban gayaaaa...
    khabar bhi thi..
    pata bhi tha..
    sab ganwaa diyaa..
    josh main...
    kya milaaaa??
    jhooom kayyy?
    jab girayyyyy...
    girtay gayayyyyy...




    Kinara


    aaa
    aaaa
    aaaa
    aaaaaaaaaaaaa
    ik pal ka ye jeevan hai
    kaisay yahan jeena seekhun
    dhundla sa ye manzar hai
    sehmi see khamoshi hai
    ye meriiiiii zindagi
    ye meri zindagi bas ik khaaab hai
    ye meri bandagi haan ik raaz haiiii

    kaisay bataun, kis ko sunaaun?
    haal apnay dil ka kaisay bataun?
    in raaston pe aanay walay sab kartay hain q kinara?
    in aahaton pe basnay waalon say poochhay kon hamara?

    hum jeeyay jarahay hain
    ghummm piye jarahay hain
    ho ho ho
    hummmmmm jeeyay jarahay hainnnn
    ghummmmm peeyay jarahay hainnnn


    ooo, hoo ,,,,
    hummmmmm jeeyay jarahay hainnnn
    ghummmmm peeyay jarahay hainnnn
    aa...


    ooo''''''
    hummmmmm jeeyay jarahay hainnnn
    ghummmmm peeyay jarahay hainnnn


    ooo''''''
    hummmmmm jeeyay jarahay hainnnn
    ghummmmm peeyay jarahay hainnnnnnnnnnnn...




    Rabba Sacheya

    RABBA sacheya
    tuu tay aakheya see
    jaa o banday-yaa jag daa shah ain tuu
    kaday saar wee li RAB sohneya
    tere shah naal ki ki kitiyaan
    keetay dhaandli maar patwar
    keetay dhounsay police sarkaar

    Mainu shahi nayee chahidi
    O RAB soneya
    main ta izzat da tukkar mangdaa (h)aan

    Mainu shahi nayee chahidi
    O RAB soneya
    main ta izzat da tukkar mangdaa (h)aaaaan

    kayee sassiyaan thalaan wich ruliyaaaaan
    kayee raanjhayyyy jogi hoyayyyyyy



    kayee sassiyaan thalaan wich ruliyaaaaan
    kayee raanjhayyyy jogi hoyayyyyyyyy



    RABBA sacheya
    tuu tay aakheya see
    jaa o banday-yaa jag daa shah ain tuu
    kaday saar wee li RAB sohneya
    tere shah naal ki ki kitiyaan
    keetay dhaandli maar patwar
    keetay dhounsay police sarkaar

    Mainu shahi nayee chahidi
    O RAB soneya
    main ta izzat da tukkar mangdaa (h)aan

    Mainu shahi nayee chahidi
    O RAB soneya
    main ta izzat da tukkar mangdaa (h)aaaaan

    O'''O sabar dai jo
    tere nairray kar dai
    tere nairray kar daiiiiii

    O'''O sabar dai jo
    tere nairray kar dai
    tere nairray kar daiiiiii



    mere gunaahn dai
    haray wairrhay kar dai
    mere gunaahn dai
    haray wairrhay kar daiiiiiiiiiiiii

    ayayayyyyyyy



    RABBA sacheya
    tuu tay aakheya see
    jaa o banday-yaa jag daa shah ain tuu
    kaday saar wee li RAB sohneya
    tere shah naal ki ki kitiyaan
    keetay dhaandli maar patwar
    keetay dhounsay police sarkaar

    Mainu shahi nayee chahidi
    O RAB sohneya
    main ta izzat da tukkar mangdaa (h)aan

    Mainu shahi nayee chahidi
    O RAB soneya
    main ta izzat da tukkar mangdaa (h)aaaaan

    O'''O sabar dai jo
    tere nairray kar dai
    tere nairray kar dai

    O'''O sabar dai jo
    tere nairray kar dai
    tere nairray kar dai




    Kaun Tha (Kapkapi)

    ik andhairi see raaat
    aur kuchh qadmon ki chaap
    alam ki kya thi he baat?
    jaisi andekhi see ghaat
    kon tha ?
    kahan gaya?
    mujhay mila..
    armaan jaagay !!
    soya mera naseeb..

    aaaa
    aaaaaaa
    aaa
    aaaaaaaa


    dhalta suuraj daikhay
    aur hawa chhu k guzray
    jalwa wo nayaab tha
    asal tha?
    ya k khaab tha?
    kon tha ?
    kahan gaya?
    mujhay mila..
    armaan jaagay !!
    soya mera naseeb..

    kon tha ?
    kahan gaya?
    mujhay mila..
    armaan jaagay !!
    soya mera naseeb..

    kon tha ?
    kahan gaya?
    mujhay mila..
    armaan jaagay !!
    soya mera naseeb..

    kuchh bhi jo achha lagay
    aur milay bhi zaruuri tou nahi
    sach hai
    per hai ajeeb

    aaa
    aaaaaa
    aaaa
    aaaaaaa
    aaa

    hmmm mmm mmmm
    mmmm




    Humrahi

    kuchh nahi maangoon
    bas hai mera ik sapna
    duniya say kya laina daina
    bas chahiye aik apna
    ho..
    darkhan, khwaahish, baarish , boondain
    aur ho koi apna
    us say mil k mousam badlay
    aur lagay sab apna

    main kahan aur mere khayal kahan?
    teri yaad hai per wisaal kahan?
    baat banti nahi bananay say
    reet hai yehi zamanay say..
    ab k jo palat k dekhoon
    sehmi see hain raahain
    thamay mere sapnon ko
    khamoshi say bulaayen
    dil say jo duwa dai
    waisa hai mera hamrahi
    meethi see saza dai
    waisa hai mera hamrahi
    darkhan, khwaahish, baarish , boondain
    aur ho koi apna
    us say mil k mousam badlay
    aur lagay sab apnaaaaaa...

    O...O
    meri chahaton ka sawal jahaan
    us k pyaar ki misaal wahaaaan
    baat banti nahi bananay say
    reet hai yehi zamanay say
    ab k jo palat k dekhoon
    sehmi see hain raahain
    thamay mere sapnon ko
    khamoshi say bulaayen
    dil say jo duwaa dai
    waisa hai mera hamrahi
    meethi see saza daii
    waisa hai mera hamrahi
    O''O
    darkhan, khwaahish, baarish , boondain
    aur ho koi apna
    us say mil k mousam badlay
    aur lagay sab apnaaa


    OOO'''OOO
    OO''OOO
    aaaaaa


    darkhan, khwaahish, baarish , boondain
    aur ho koi apnaaa
    us say mil k mousam badlay
    aur lagay sab apna
    dil say jo duwaa dai
    waisa hai mera hamrahi
    hamraaaaahiiiiiiiii




    Yaaro

    hum aaj bhi hain
    hum kal bhi hain
    hum guzray lamhon ka
    haasil bhi hain
    hum josh bhi hain
    aur hosh bhi hain
    hum shor ki duniya main
    khamosh bhi hain
    kitni hain khushiyan
    kitnay ghum
    mil k rahaingay sada hum
    hongay na yaaro kabhi juda
    aoooooo
    apni zameen apna jahaan
    mil k rahaingay hum yahan
    bhulu na, bhulu na meri awaaz
    hum khwaab bhi hain
    taabeer bhi hain
    umeedon ki
    parwaaz bhi hain
    sochain agar
    tuufaan bhi hain
    chahain agar
    baadbaan bhi hainnnnn
    kitni hain khushiyan
    kitnay ghum
    mil k rahaingay sada hum
    hongay na yaaro kabhi juda
    ooo’’’’’ooo
    apni zameen apna jahaan
    mil k rahaingay hum yahan
    bhulu na, bhulu na meri awaaz
    hhhhayyyyyyy


    kitni hain khushiyan
    kitnay ghum
    mil k rahaingay sada hum
    honay na yaaro kabhi juda
    kabhi judaa
    apni zameen apna jahaan
    mil k rahaingay hum yahan
    bhulu na, bhulu na meri awaaz
    meri awaaz
    aoaaaaa
    kitni hain khushiyan
    kitnay ghum
    mil k rahaingay sada hum
    hongay na yaaro kabhi juda
    kabhi juda
    hayyyy
    apni zameen apna jahaan
    mil k rahaingay hum yahan
    bhulu na, bhulu na meri awaaz
    ayyyy hayyyyyy aaaaaaa



    Hungaami Halaat

    aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
    ghar say main nikla huwaaa
    jana baygaani zameen
    sab ko nishistain milein
    safar yun chalta raha
    apna hai kon yahan?
    Sab ko hai apni parree
    Main he bichara raha
    Koi na manzil milii
    Hangaaami halaaaat
    Hangaaami halaaaaat
    Hangaaami halaaaat
    Hangaaami halaaaaat



    Kaisa zamana hai ye
    Daulat hai sab kuchh bani
    Jhagra isi baat ka
    Taaqat hai bas ye meri
    Bhuulay hain sab hashr ko
    Bitaa di soch ki ghari
    Duniyaa hai us ko mili
    Is say nazar jis ki phiri
    Hangaaami halaaaat
    Hangaaami halaaaaat
    Hangaaami halaaaat
    Hangaaami halaaaaaaaat


    Kab tak samaitoonga?
    Kab talak behlaaonga?
    Dil ki main jout ko?
    Kaisay jalaaonga?
    Kis ka hai saath yahan?
    Kon zakham bharay?
    Ye josh hai yuun rawaan
    Tum jo gar sang chalay?
    Hangaaami halaaaat
    Hangaaami halaaaaat
    Hangaaami halaaaat
    Hangaaami halaaaaaaaaat

    Aaaaaaaaaaaaaaa




    Mai Nee

    Mai nee main kinuu aakhaan?
    Mai nee main kinuu aakhaan?
    dard wichhoray da haal neee
    mai nee main kinuu aakhaan?
    ooo''''''oooo

    dhuwaaan dukhay wayy murshad waalaa
    dhuwaaan dukhay wayy murshad waalaa
    jaakhon laanda laal neee
    mai nee main kinuu aakhaan?
    maaaaii nee main kinuu aakhaan?
    aaaaaaaaaaaaaa
    aaaaaa

    dukhaan dee routiii
    sooraan daa saaaalannnn
    dukhaan dee routiii
    sooraan daa saaaaaaaalannnn
    aye da baalan baal neee
    maaaaii nee main kinuu aakhaan?
    maaaaii nee main kinuu aakhaan?
    maaaaii nee main kinuu aakhaan?
    maaaaii nee main kinuu aakhaan?

    maaaaii nee main kinuu aakhaan?
    maaaaii nee main kinuu aakhaan?
    aaaaaaaaaaaaaa
    aaaaaaaa
    maaaaii....
    aaaaaaaaaaaaa
    aaaaaaaa
    aaaa
    ni ni sa sa sani ni sani ni ni sani ni sani ni saa saa saa
    ni ni sa sa sani ni sani ni ni sani ni sani ni saa saa saa
    sani sani sani sani sa sa
    aaaaaaa
    aaaaaaaaaaaa
    maaaaii nee main kinuu aakhaan?
    aaaaaaaaa
    kiran
    kiran


    Number of posts : 990
    Age : 29
    Location : lahore
    Registration date : 2008-08-04

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  kiran Fri Oct 03, 2008 7:19 am

    oh goood job well lyrics rite honaye chaye
    R3GhA
    R3GhA


    Number of posts : 1879
    Age : 31
    Location : Karachi
    Registration date : 2008-06-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  R3GhA Sun Nov 30, 2008 10:17 pm

    hmm ryt hain chao tu chk krlo
    Tere Bin in Eng

    Without you, how did I live like this?
    How did I live without you?
    Without you, how did I live like this?
    How did I live without you?
    With your memories,my nights passed - 2
    The moonlight talks to me about you
    My nights are lonely with out you
    My days aren't like days
    Lonely body, lonely soul, my eyes stay wet
    Come by me now
    I Don't want to live without you Without you, how did I live like this?
    How did I live without you?
    Without you, how did I live like this?
    How did I live without you?
    Since when are my eyes layed in your path?
    Atleast let me meet you somewhere accidently
    I can't forget your words
    My eyes are wet every second
    Why should I breath? Why should I live?
    Living feels bad
    Why did you become unfaithful, tell me the reason
    Without you, how did I live like this?
    How did I live without you...
    Without you, how did I live like this?
    How did I live without you...
    love aadee
    love aadee
    Admin


    Number of posts : 1000
    Age : 34
    Location : Delhi.India
    Registration date : 2008-02-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  love aadee Mon Dec 01, 2008 12:22 am

    & Here is Hindi Version..
    Tere bin main yun kaise jiya kaise jiya tere bin
    tere bin main yun kaise jiya
    kaise jiya tere bin
    lekar yaad teri raaten meri kati - 2
    mujhse baaten teri karti hai chaandani
    tanha hai tujh bin raaten meri
    din mere din ke jaise nahi
    tanha badan tanha hai ruh namm meri aankhen rahe
    aaja mere ab rubaru
    jeena nahi bin tere
    tere bin main yun kaise jiya
    kaise jiya tere bin


    kabse aankhen meri raah mein tere bichhi - 2
    bhule se hi kabhi tu mil jaaye kahi
    bhule na mujhse baaten teri
    bheegi hai har pal aankhen meri
    kyun saans loon kyun main jiyu
    jeena bura sa lage
    kyun ho gaya tu bewafaaa mujhko bata de wajah
    tere bin main yun kaise jiya
    kaise jiya tere bin ...
    tere bin main yun kaise jiya
    kaise jiya tere bin ...
    love aadee
    love aadee
    Admin


    Number of posts : 1000
    Age : 34
    Location : Delhi.India
    Registration date : 2008-02-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  love aadee Mon Dec 01, 2008 12:26 am

    DOORIE (TITLE TRACK)
    Doorie.. Doorie …Doorie
    Sahi jaaye na
    Sahi jaaye naaaaaa
    Sahi jaaye naaaaaa
    Sahi jaaye naaaaaa

    Khamoshiyaan yeh seh na sakoon,
    Aawaaz deke mujhe tu de ja sukoon.

    Doorie Doorie…….
    Adhoora hoon main ab tere bina,
    Adhoori meri zindagani reh jaayegi

    Doorie Doorie……….
    Har raah mein tu aaye nazar,
    Kat ta nahin ab akele tanha safar.

    Doorie ………..


    KUCH ISS TARHA
    Kuch is tarah … teri palakein,
    Meri palkon se mila de
    Aansoo tere … saare,
    Meri palkon pe saja de
    Kuch is tarah … teri palakein,
    Meri palkon se mila de
    Aansoo tere … saare,
    Meri palkon pe saja de

    Tu har ghadi … har waqt,
    mere saath raha hai
    Haan yeh jism … kabhi door,
    kabhi paas raha hai
    Jo bhi gam … hai yeh tere,
    unhe tu mera pata de
    Kuch is tarah … teri palakein,
    Meri palkon se mila de
    Aansoo tere … saare,
    Meri palkon pe saja de

    Mujhko to tere … chehare pe,
    Yeh gham nahi janchta
    Jayaaz nahi lagta,
    mujhe gham se tera rishta
    Sun meri guzarish ise chehar se hata de !!!!!!!!!
    Sun meri guzarish ise chehar se hata de !!!!!!!!!

    Kuch is tarah … teri palakein,
    Meri palkon se mila de
    Aansoo tere … saare,
    Meri palkon pe saja de


    EHSAAS
    Main ek fard hoon
    ya ek ehsaas hoon
    mein ek jism hoon
    ya rooh ki pyaas hoon

    ke sach ki talaash hai
    duur aakaash hai
    manzil paas nahi
    kiya tu mere paas hai

    kabhi mein aml hoon
    kabhi beaml hoon
    gar tujh mein nahi
    to phir bemehl hoon

    ke sach ki talaash hai
    duur aakaash hai
    manzil paas nahi
    kiya tu mere paas hai

    ke sach ki talaash hai
    duur aakaash hai
    manzil paas nahi
    kiya tu mere paas hai

    sach ki talaash hai
    duur aakaash hai
    manzil paas nahi
    kiya tu mere paas hai

    main ek fard hoon
    ya ek ehsaas hoon
    mein ek jism hoon
    ya rooh ki pyas hoon...


    O RE PIYA
    o re piya tarse jiya
    o re piya mera tarse jiya, kyon tu na aaye re
    naina tarse pal pal barse, tujhe bulaaye re
    o re piya

    preet ke mausam ye albele
    beet rahein hum kyon hai akele
    naina jaage saari rayn, ud gayi nindiya kho gaya chain
    o re piya tarse jiya
    o re piya mera tarse jiya, kyon tu na aaye re
    naina tarse pal pal barse, tujhe bulaaye re

    reet ye aisi kaun banaaye
    saawan beeta piya na aaye
    saanj bahein us door gagan mein
    mann bhaage sune aangan mein
    o re piya tarse jiya o re piya mera tarse jiya, kyon tu na aaye re naina tarse pal pal barse, tujhe bulaaye re re e e e e.......... o jiya tarse re e e e e........... o re piya piya piya aa aa....... o tarse jiya o re piya mera tarse jiya, kyon tu na aaye o re piya o re piya tarse jiya o re piya tarse jiya piya piya aa aa.......


    HUM KIS GALLI JAA RAHE HAINhum kis galin ja rahein hain
    apana koyi thikaana nahin

    armaano ki anjuman mein besud hain apani lagan mein
    apana koyi fasaana nahin
    ye yi ye yi ye yi ye...o o o o o o o...

    ek ajnabi sa chehara, rehata hain meri nazar mein
    ek dard aa ke thehara din raat darde jigar mein
    jaagi hain kaisi talab si, ye aarajoo hain ajab si
    lekin kisiko bataana nahin
    hum kis galin ja rahein hain
    apana koyi thikaana nahin

    betaabiyaan hain pal pal chayaa ye kaisa nasha hai
    khaamoshiyon mein sada hosh bhi gumshuda hai
    dar dar ka ghumata hai, masti mein kyon jhumata hai
    deewaane dil ne jaana nahin
    hum kis galin ja rahein hain
    apana koyi thikaana nahin....


    MAHIYA VE SONIYA
    soniya aa aa aa...
    mahiya aa aa aa...

    pick a time pick a place
    close your eyes and walk this way
    i' ll be there
    pick a time pick a place
    close your eyes and walk this way
    i' ll be there

    mahiya ve
    soniya ve
    mahiya ve
    soniya ve

    mahiya ve soniya
    mahiya ve soniya
    dil naiyyo lagda

    mausam mausam teri chahat
    kasandesa hai
    aahat aahat tere aane
    kaandesha hai
    har khushboo se aati hai ab teri khushboo
    manzar manzar aalam aalam
    hai nazar bas tu

    tere bin sona sona lagda hai mujhko ta janiya saara jahan
    tujhse haseen hain sapnon ki mehfil tujhme basi hai jaan

    mahiya ve soniya
    mahiya ve soniya
    dil naiyyo lagda

    pick a time pick a place
    close your eyes and walk this way
    i' ll be there
    pick a time pick a place
    close your eyes and walk this way
    i' ll be there

    aati jaati saanson mein hai
    dard badi hulchul
    kaante se nahin katt ta hai tanhayee ka pal
    paagal paagal rehti hain meri toh har dadhkan
    bas tere deedar ka chahya mujhpe paagalpan
    sunle sadaayein meri dekhoon mein jhalak teri ab mere saamne aa
    mujhko kasam teri kahey bekaraari meri chupchup ke na tadpa....


    YAKEEN
    aaj dil dukha haii, tumm yaad ayyye

    anjaanay log hain, apnay kahan dhoond paaayen

    jaagay hain, soooye naheen

    aisee hai meri yeh baichaineee

    din bhi waheen

    raatein waheen

    saanson mei saansein hain naheen

    hmm hmmmmm! hmm hmmmmm hmm hmm hmm HMMM Hmm hMMm hmm hmm



    shaamain ab

    dhallti naheen

    aanchal jo tera simatt jaaye

    aap yahan, hamesha rahain

    doori rahay na hon faaslayyy

    hmm hmmmm, hmm hmmmmmmm hmm hmm hMMM hmm hmm hmm hmm hmmmmm!


    jaagay hain, soooye naheen

    aisee hai meri yeh baichaineee

    din bhi waheen

    raatein waheen

    saanson mei saansein hain naheen

    hmmm

    abbb agar tumm milay thooo

    itnaa yakeen hai

    hass dain gay hum tho

    roonaa naheen hai!
    love aadee
    love aadee
    Admin


    Number of posts : 1000
    Age : 34
    Location : Delhi.India
    Registration date : 2008-02-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  love aadee Mon Dec 01, 2008 12:29 am

    AADAT FROM KALYUGJuda Hoke Bhi Tu Mujhmein Kahi Baaki Hai
    Palkon Mein Banke Aansu Tu Chali Aati Hai
    Juda Hoke Bhi

    Waise Zinda Hu Zindagi Bin Tere Main
    Dard Hi Dard Baaki Raha Hai Seene Mein
    Saans Lena Bhar Hi Yaha Jeena Nahi Hain
    Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko Aaise Jeene Mein
    Juda Hoke Bhi Tu Mujhmein Kahi Baaki Hai
    Palkon Mein Banke Aansu Tu Chali Aati Hai

    Saath Mere Hain Tu Har Pal Shab Ke Andhere Mein
    Paas Mere Hain Tu Ujale Savere Savere Mein
    Dil Se Dhadkan Bhula Dena Aasan Nahi Hai
    Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko Aaise Jeene Mein
    Juda Hoke Bhi Tu Mujhmein Kahi Baaki Hai
    Palkon Mein Banke Aansu Tu Chali Aati Hai

    Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko Aaise Jeene Mein
    Yeh Jo Yaadein Hai - 2
    Sabhi Kaatein Hai - 2
    Katado Inhe - 2
    Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko


    AB TOH AADAT SI HAI (JALPARI VERSION)


    Na jaane kab se umeedein kuch baaki hain
    Mujhe phir bhi teri yaad kyon aati hai
    Na jaane kab se...


    Door jitna bhi tum mujhse,
    paas tere main,
    Ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein,
    Zindagi se koyi shikwa hi nahi hai ,
    Ab to zinda hoon main is neele aasmaan mein ,


    Chaahat aisi hai yeh teri badti jaaye ,
    Aahat aisi hai yeh teri mujhko sataaye
    Yaadein gehri hain itni,
    dil doob jaaye ,
    Aur aankhon mein yeh gham nam ban jaaye....


    Ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein...
    ehee...oooo...aaaa(alaaps)


    Sabhi raatein hain,
    sabhi baatein hain
    Bhoola do unhe,
    mita do unhe,
    Ab to aadat si hai mujhko.....
    love aadee
    love aadee
    Admin


    Number of posts : 1000
    Age : 34
    Location : Delhi.India
    Registration date : 2008-02-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  love aadee Mon Dec 01, 2008 12:32 am

    Wo Lamhe, wo baatein, Koi na jaane,
    Thi kaisi raatein,
    Hooo, barsaatein,
    Wo bheegi bheegi yaadein,
    Wo bheegi bheegi yaadein...

    Na main jaanoun,
    Na tu jaane,
    (aaah)
    Kaisa hai ye mausam,
    Koi na jaane,
    Kahi se hai fizaa aayi,
    Ghamon ki dhoop sang laayi,
    Khafaa hogaye hum,
    Judaa hogaye hum,

    Wo Lamhe, wo baatein,
    Koi na jaane,
    Thi kaisi raatein,
    Hooo, barsaatein,
    Wo bheegi bheegi yaadein,
    Wo bheegi bheegi yaadein...

    (hoooo...)

    Saagar ki,
    Gehraayi se,
    Gehra hai,
    Apna pyaar,
    Sehraoun ki,
    In hawaon me,
    Kaise aayeee-gi bahaar,
    Kahan se ye hawa aayi,
    Ghataayen kaali kyoun chhaayi,
    Khafaa hogaye hum,
    Judaa hogaye hum,

    Wo Lamhe, wo baatein,
    Koi na jaane,
    Thi kaisi raatein,
    Hooo, barsaatein,
    Wo bheegi bheegi yaadein,
    Wo bheegi bheegi yaadein...




    hmmm..wooaah...hoo.
    (bheegi bheegi yaadein) - 2

    Na main janoo, na tu jaane
    Kaisa hai yeh alam, koi na jaane
    Phir kyun hai yeh tanhai
    Kaisi hai yeh ruswai
    Ghum ho gaye tum, kho gaye hum ooohoo..
    Lamhe

    Andhi ho ya tufaan ho, mere mann mein rahe tu sadaa
    Koi aapna ho ya paraya ho, usse dhoondo main kahaan
    Toh kyun hai yeh tanhai, kaisi hai yeh ruswai
    Ghum ho gaye tum, kho gaye hum ooohoo..
    lamhe, raatein koi na jaane
    Thi kaisi baatein, barsaatein
    (Woh bheegi bheegi yaadein) - 2

    Sagar ki in lehron se gehra hai mera pyaar
    Zehraon ki haawaon mein kaise aayegi bahaar
    Toh kyun hai yeh tanhai, kaisi hai yeh ruswai
    Ghum ho gaaye tum, kho gaaye hum oohoo..
    Lamhe, woh raatein koi na jaane
    Thi kaisi baatein woh barsaatein
    (Woh bheegi bheegi yaadein) - 2

    (Woh lamhe woh raatein koi na jaane
    Bheegi yaadein...) - 4
    Woh lamhe
    love aadee
    love aadee
    Admin


    Number of posts : 1000
    Age : 34
    Location : Delhi.India
    Registration date : 2008-02-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  love aadee Mon Dec 01, 2008 12:34 am

    Pehli Nazar Mein-Race

    Pehli nazar mein
    Kaise jaado kar diya
    Tera ban baita hai
    Mera jiya
    Jaane kya hoga
    Kya hoga kya pata
    Is pal ko milke
    Aa jee le zara



    Mein hoon yahan
    Tu hai yahan
    Meri bahon mein aa
    Aa bhi ja
    O jaan-e-jaan
    Dono jahan
    Meri bahon mein aa
    Bhool Ja aa



    O jaan-e-jaan
    Dono jahan
    Meri bahon mein aa
    Bhool Ja aa...



    Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you … so..
    Baby i love u
    Oh i love u
    I love u
    I love u so
    Baby i love u



    Har dua mein shamil tera pyaar hai
    Bin tere lamha bhi dushwar hai
    Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
    Tujhse hai rahtein
    Tujhse hai chahtein



    Har dua mein shamil tera pyaar hai
    Bin tere lamha bhi dushwar hai
    Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
    Tujhse hai rahtein
    Tujhse hai chahtein



    Tu jo mili ek din mujhe
    Mein kahin ho gaya lapata
    (O jaan-e-jaan
    Dono jahan
    Meri bahon mein aa
    Bhool Ja aa ) ….. 2




    (Kar diya Deewana dard-e-Khaas ne
    Chain cheena isqh ke ehsaas ne
    Bekhayali di hai tere pyaas ne
    Chaya suroor hai
    Kuch to zaroor hai) ….. 2



    Yeh dooriyan
    Jeene na de
    Hal mera tujhe na pata
    (O jaan-e-jaan
    Dono jahan
    Meri bahon mein aa
    Bhool Ja aa) ….. 2



    Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you … so..
    Baby i love u
    Oh i love u
    Baby I love u
    I love u…
    love aadee
    love aadee
    Admin


    Number of posts : 1000
    Age : 34
    Location : Delhi.India
    Registration date : 2008-02-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  love aadee Mon Dec 01, 2008 12:35 am

    Bakhuda Tumhi Ho-KISMAT KONNECTION
    Tumhhi ehsaso mei, Tumhi jazbato mei,
    Tumhi lamhato mei, Tumhi din raato mei.

    Bakhuda tumhi ho, Har jagah tumhi ho,
    Haa mai dekhu jaha jab, Uss jagah tumhi ho.
    Ye jahan tumhi ho, Wo jahan tumhi ho,
    Is jamin se falak k darmiya tumhi ho.
    Tumhi ho beshuba, Tumhi ho.
    Tumhi ho mujh mei haa, Tumhi ho.
    Tumhi ho..........oooooooo....oooooo.


    Kaise bataye tumhe, aur kis tarah ye, kitna tumhe hum chahte hai.
    Saya bhi tera dikhe, to paas jaake, usme simat hum jaate hai.
    Raasta tumhi ho, Rehnuma tumhi ho.
    Jiski khwahish hai humko, Wo panah tumhi ho.
    Tumhi ho beshuba, tumhi ho.
    Tumhi ho mujh mei haa, tumhi ho.

    Tumhhi ehsaso mei, Tumhi jazbato mei,
    Tumhi lamhato mei, Tumhi din raato mei.


    Kaise bataye tumhe, sab mei tumhare, khwab hasin jo aate hai.
    kaise bataye tumhe, labz wo saare, jism ko jo mehkate hai.
    Iftida tumhi ho, Inteha tumhi ho.
    Tum ho jeene ka maksad, Aur wajah tumhi ho.

    Bakhuda tumhi ho, Har jagah tumhi ho,
    Haa mai dekhu jaha jab, Uss jagah tumhi ho.
    Ye jahan tumhi ho, Wo jahan tumhi ho,
    Is jamin se falak k darmiya tumhi ho.
    Tumhi ho beshuba, Tumhi ho.
    Tumhi ho mujh mei haa, Tumhi ho.
    Tumhi ho..........oooooooo....oooooo.
    kiran
    kiran


    Number of posts : 990
    Age : 29
    Location : lahore
    Registration date : 2008-08-04

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  kiran Mon Dec 01, 2008 3:34 am

    coolllllllllllllllll Very Happy
    R3GhA
    R3GhA


    Number of posts : 1879
    Age : 31
    Location : Karachi
    Registration date : 2008-06-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  R3GhA Mon Dec 01, 2008 10:48 am

    hmm well Pro main Hindi Lyrx parh k samji k yeh Hindi lange mai hongay aahaaa
    well Urdu vrson or Hindi vrson mai koi khas diffrnt ni hai
    kiran
    kiran


    Number of posts : 990
    Age : 29
    Location : lahore
    Registration date : 2008-08-04

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  kiran Tue Dec 02, 2008 5:19 am

    " labz wo saare"
    is line ka meaning kia hai?
    R3GhA
    R3GhA


    Number of posts : 1879
    Age : 31
    Location : Karachi
    Registration date : 2008-06-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  R3GhA Sat Dec 06, 2008 12:40 am

    kafi achay lyrix hain atto k har sng k
    love aadee
    love aadee
    Admin


    Number of posts : 1000
    Age : 34
    Location : Delhi.India
    Registration date : 2008-02-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  love aadee Sat Dec 06, 2008 1:54 am

    its not labz wo saare...its lavz wo saare...


    it means... all those words(lavz is an urdu wrd)
    sl33p!nr0ckz
    sl33p!nr0ckz


    Number of posts : 1532
    Age : 29
    Location : DuBaI
    Registration date : 2008-02-17

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  sl33p!nr0ckz Sat Dec 06, 2008 11:49 am

    gr8888 topic n thanxxx for sharin d lyrics.....as i do no urdu n stuff.....thanxxx
    kiran
    kiran


    Number of posts : 990
    Age : 29
    Location : lahore
    Registration date : 2008-08-04

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  kiran Sun Dec 07, 2008 3:48 am

    but bakhuda k lyrics mein "labs "likha hota hai. mujhe bhi lafz lagta tha sunay mein
    but thanks for telling me
    love aadee
    love aadee
    Admin


    Number of posts : 1000
    Age : 34
    Location : Delhi.India
    Registration date : 2008-02-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  love aadee Sun Dec 07, 2008 5:56 am

    Welcome
    R3GhA
    R3GhA


    Number of posts : 1879
    Age : 31
    Location : Karachi
    Registration date : 2008-06-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  R3GhA Sun Dec 07, 2008 10:31 am

    nice cllcton guyz
    kiran
    kiran


    Number of posts : 990
    Age : 29
    Location : lahore
    Registration date : 2008-08-04

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  kiran Tue Dec 09, 2008 6:27 am

    atiff's sonngs in english translation

    AADAT

    Najaane kab se umeedein kuch baqi hain
    Who knows how long I have been waiting for you
    Mujhe phir bhi teri yaad kyun aati hai?
    So why do I still miss you?
    Najaane kab se...
    who knows since when

    Duur jitna bhi tum mujhse paas tere main..
    However far you are from me, I am close to you
    Ab to aadat si hai mujhko aise jeene main
    I'm used to living like this by now
    Zindagi se koi shikwaa bhi nahin hai
    I don't even have any complaints about my life
    Ab to zinda hun main is neele aasmaan mein
    I'm just alive under the blue sky

    Chaahat aisi hai yeh teri badhti jaaye
    My love for you is such that it just keeps growing
    Aahat aisi hai yeh teri mujhko sataaye
    The (imagined) sound of you approaching is such that it torments me
    Yaadein gehri hain yeh kitni dil doob jaye
    My memories of you are so deep that the heart drowns
    Aur aankhon main yeh ghum num ban jaaye
    And the hurt becomes tears in my eyes

    Ab to aadat si hai mujhko aise jeene main
    I'm used to living like this by now

    Sabhi raatein hain
    Those nights are always with me
    Sabhi baatein hain
    Those talks are always with me
    Bhula do unhein
    (I need to) forget them
    Mitaa do unhein
    (I need to) erase them

    Ab to aadat si hai mujhko.....
    I'm used to living like this by now....




    AADAT - Kalyug Version



    juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki hai
    even separated from me you're in me somewhere
    palkon mein banke aansu tu chali aati hai
    you come to me in the form of tears on my eyelashes
    juda hoke bhi

    eventhough we are seperated....

    waise zinda hu zindagi bin tere main
    I'm living/surviving somehow without you
    dard hi dard baaki raha hai seene mein
    only pain is left in my heart
    saans lena bhar bhi yaha jeena nahi hain
    even though I breathe I'm not really alive
    ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein
    but this way of living/surviving has become a habit now
    juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki hai
    palkon mein banke aansu tu chali aati hai

    saath mere hain tu har pal shab ke andhere mein
    you're with me every moment in the darkness of the night
    paas mere hain tu har dam ujale savere mein
    and in the morning's light
    dil se dhadkan bhula dena aasan nahi hai
    it's not easy to forget the heart's beats
    ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein
    but this way of living/surviving has become a habit now
    juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki hai
    palkon mein banke aansu tu chali aati hai

    ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein


    yeh jo yaadein hai
    these memories
    sabhi kaantein hai
    are all thorns
    katado inhe
    cut them out

    meetado inhe

    erase them!
    ab toh aadat si hai mujhko.....







    ANKHON SE


    ankhon se, jab bhi ho teri ankhen juda
    From [my] eyes, whenever your eyes are apart (when our gaze is not meeting)
    mann se, jab bhi ho tera mann khafa
    whenever your heart is upset with [my] heart
    to jee pukare, pukare tujhe
    then my being calls, calls for you
    to mann ghabraye, bulaye tujhe
    my heart panics, it calls you
    dil haare, pukare tujhe
    the the heart loses, it calls for you
    mann ja re, mana le mujhe
    understand, pacify me
    sunn pyare, lagale galle
    listen love, hug/hold me
    kho ja re, tu gaa le sang re
    lose yourself, sing with me

    tere bina, zindagi lage ek saza
    without you, life is punishment
    tera saath ho, yeh saza lage ek juza
    with you, this punishment seems like a reward (?)
    to barhte jaen raste sare, dunya peeche hum hain aage
    let the roads continue to fill, the world is behind while we are ahead
    ke dil haare, pukare tujhe
    man ja re, mana le mujhe
    sunn pyare, lagale galle
    kho ja re, tu gaa le sang re



    saagar sa yeh mann dole,

    like the waves , my heart rolls!

    tu jo ho to, ye dil .... (??)

    when you are here, my heart... (??)



    ke dil haare, pukaare
    mann ja re, mana le
    ke dil haare, pukaare
    mann ja re, mana le
    kiran
    kiran


    Number of posts : 990
    Age : 29
    Location : lahore
    Registration date : 2008-08-04

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  kiran Tue Dec 09, 2008 6:36 am

    BHEEGI YAADEIN

    na main jaanu, na tu jaane
    neither I know nor you
    kaisa hai yeh aalam
    What kind of world is this?
    koi na jaane
    Nobody knows...
    phir kyon hai yeh tanhai?
    Then why is there this loneliness?
    kaisi hai yeh ruswai?
    What sort of dishonour is this?
    ghum ho gaye kyon
    Why have we become sad?
    kho gaye hum
    We've become lost...

    woh lamhe...
    those moments...

    andhi ho ya tufan ho
    Whether there is a tempest or a storm
    mere mann main rahe tu sada
    You will always be my heart's beat
    koi apna ho ya paraya ho
    Whether someone is mine or a stranger (am i right??)
    usse dhoondo main kaha
    Where shall I search for her(him!! )?
    to kyon hai yeh tanhai?
    kaisi hai yeh ruswai
    ghum ho gaye kiyun
    kho gaye hum


    Woh lamhe
    Those moments
    woh raatein
    Those evenings
    koi na jaane
    Nobody knows
    thi kaisi baatein
    What sort of words (those were)
    woh barsaatein
    Those rains...
    woh bheegi bheegi yaadein
    Those wet, wet memories
    woh bheegi bheegi yaadein....



    sagar ki in lehro se
    Greater than the waves of the ocean
    gehra hai mera pyaar
    So deep is my love
    sehraon ki in hawao main
    In these winds of deserts
    kaisi aye gi bahaar?
    How will spring come?
    phir kyon hai yeh tanhai?
    kaisi hai yeh ruswai?
    ghum ho gaye kyon
    kho gaye hum



    woh lamhe
    woh raatein
    koi na jaane
    thi kaisi baatein
    woh barsaatein
    woh bheegi bheegi yaadein
    woh bheegi bheegi yaadein



    ]YAQEEN

    Aaj dil dukha hai
    i'm feeling sad now
    Tum yaad aye
    i think about you
    Anjanay loog hain
    All the people around me are strangers
    Apne kahan dhoond payein
    where can i find someone familiar?

    Jagay hain, soye nahi
    I am awake, cannot sleep
    Aisi hai meri yeh be-chaeni
    so much restless i am
    Din bhi wohi, raatein wohi
    same days, same nights
    Saanson mein saansein hain nahi
    there's no breath in my breathing (i breathze but it's lifeless!)

    Shamein ab dhalti nahi
    nights don't come,
    Aanchal jo tera simut jaye
    if your arms are not open for me
    Aap yahan, hamesha rahein
    you always remain with me
    Duuri rahay na hoon faaslay
    seperation doesn't create any distance between us

    Jagay hain, soye nahi
    Aisi hai meri yeh be-chaeni
    Din bhi wohi, raatein wohi
    Saanson mein saansein hain nahi

    Ab agar tum milay to
    [but after all this] even now if i meet you
    Itna yaqeen hai
    i have so much faith [that]
    Hans dein ge hum to
    i will smile
    Rona nahi hai
    and won't cry... (i'll forget all my pains... )



    Woh Lamhey - Zeher version



    Wo Lamhe, wo baatein,
    Those moments, those talks
    Koi na jaane,
    No one knows
    Thi kaisi raatein,
    What nights were those
    Hooo, barsaatein,
    Oooh, rains
    Wo bheegi bheegi yaadein,
    Those wet memories....
    Wo bheegi bheegi yaadein...

    Na main jaanoun, Na tu jaane
    Neither I know nor you
    Kaisa hai ye mausam,
    What weather is this
    Koi na jaane,
    No one knows
    Kahi se hai fizaa aayi,
    This atmosphere has come from somewhere
    Ghamon ki dhoop sang laayi,
    It has brought along the shine of grief
    Khafaa hogaye hum,
    We have become upset
    Judaa hogaye hum,
    We have become separated

    Wo Lamhe, wo baatein,
    Koi na jaane,
    Thi kaisi raatein,
    Hooo, barsaatein,
    Wo bheegi bheegi yaadein,
    Wo bheegi bheegi yaadein...

    Saagar ki Gehraayi se, Gehra hai Apna pyaar,
    Our love is more deep than the depths of the ocean
    Sehraoun ki in hawaon me,
    In these winds of the desert

    Kaise aayeee-gi bahaar,
    how will spring come?
    Kahan se ye hawa aayi?
    From where did this wind come?
    Ghataayen kaali kyoun chhaayi?
    Why have black clouds covered the sky?
    Khafaa hogaye hum,
    We have become upset
    Judaa hogaye hum,
    We have become separated ...



    Wo Lamhe, wo baatein,
    Koi na jaane,
    Thi kaisi raatein,
    Hooo, barsaatein,
    Wo bheegi bheegi yaadein,
    Wo bheegi bheegi yaadein...




    Tehzeeb

    tehzeeb kahan milaygi
    where can you find the culture...
    tujhay is wehshat main
    in this horror?
    aur pyar kahan milayga
    and where can you find Love...
    tujhay is shehar main
    in this city?


    dil chup raha kuch na kaha
    heart was silent, it didn't say anything
    suna ghum judayi ka bura
    when it heard about the pain of seperation
    mujhay aazma, sun le dua
    test me, listen to my prayers
    kyun tu rahay youn khafa
    why are you so indignant?
    aaitabar kahan milayga
    where can you find esteem...
    tujhay is shehar main
    in this city?
    aur pyar kahan milayga
    and where can you find Love...
    tujhay is shehar main
    in this city?


    khwaabon main aa
    come to my dreams
    chehra dekha
    show your face to me
    raaton ko de din naya
    give a new day to my nights... (give a new light to my darknesses)
    mujhay aazma, sun le dua
    test me, listen to my prayers
    kyun tu rahay youn khafa
    why are you so indignant?


    Jal Pari

    mujhse kahe ek jalpari
    A mermaid tells me
    doob jane do jal mein kahin
    Let me drown somewhere in the sea..


    dil ki lagi kehne lagi
    My love for you has become more deeper
    ruk jaane do tehr jaane do
    Let me stay, let me swim
    jal mein kahin
    somewhere in the sea…
    jal mein kahin
    somewhere in the sea…


    so jane do
    Let me sleep,
    chup jaane do lehro mein kahin
    let me hide in the waves,
    doob jane do
    let me drown…

    shor na karo yaro
    Don’t make noise (keep quite)
    aankh hai lagi
    my eyes are closed
    behl jaane do yaar
    Let me stay
    jal mein kahin
    somewhere in this sea…
    jal mein kahin
    somewhere in this sea…
    jal mein kahin
    jal mein kahin


    oo re piya
    Oh my beloved,
    kehta jiya
    my soul keeps asking me
    tu hai kahan
    “where are you?â€
    mein hoon yahan
    I’m here ….
    jal mein kahin
    Somewhere in the sea
    jal mein kahin
    Somewhere in the sea
    jal mein kahin
    jal mein kahin

    jal mein kahin
    jal mein kahin
    kiran
    kiran


    Number of posts : 990
    Age : 29
    Location : lahore
    Registration date : 2008-08-04

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  kiran Tue Dec 09, 2008 6:37 am

    mein baad mein or upload karon gi
    n this is spcly for ridaaa
    guyz honestly speaking ye meine aadeez say liye thay khud nahi kia Very Happy
    love aadee
    love aadee
    Admin


    Number of posts : 1000
    Age : 34
    Location : Delhi.India
    Registration date : 2008-02-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  love aadee Wed Dec 10, 2008 2:39 am

    Wowwww...gr8 work !!! cool lyrix Rock
    R3GhA
    R3GhA


    Number of posts : 1879
    Age : 31
    Location : Karachi
    Registration date : 2008-06-15

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  R3GhA Fri Dec 12, 2008 10:20 pm

    hmm thnx 4 shrin here 4rm adeez
    kiran
    kiran


    Number of posts : 990
    Age : 29
    Location : lahore
    Registration date : 2008-08-04

    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  kiran Tue Dec 30, 2008 12:33 pm

    Atif Aslam in Exam

    Kuch is tarah teri copy meri copy se milade.
    Answer tere saray mere paper pay chipa day.
    Tu har ghari har waqt sar ke saath raha hai.
    Han yeh jism bloody fool abhi kaamp raha hai.
    Jo solution hain yeh tere onhen tu mera bataday.
    Kuch is tarah tera paper mere paper se milade.

    Sponsored content


    Atif Aslam's Songs lyrics~ Empty Re: Atif Aslam's Songs lyrics~

    Post  Sponsored content


      Current date/time is Thu Mar 28, 2024 2:50 pm